Sunday, August 20, 2006

Shayari

1pal ka ehsaas bankar aate ho tum,dusre hi pal khusbhu ki tarah ud jate ho tum,jante ho DAR lagta hai TANHIYO se HUME....Fir bhi "TANHA" hume chod jate ho tum


Pucho na us kagaj se,jis pe hum dil ke bayan likhtehai.Tanha yino me beeti baate tamam likhte hai,Wo Kalam bhi dewani ho gayi,jis se hum AAP ka Naam likhte hai

Pyaar woh khel nahi jisme jeet ya haar ho ,Pyaar koi cheez nahi jo har waqt tayaar ho ,Pyaar woh hain jab intezaar ho uska ,Jiske na aane ka aitbaar ho…

Zinda karne wale marta chhod gaye..apnapan jataane waale tanha chhod gaye..jab paadi zaroorat hume apne humsafar ki...woh saath chalne waale apna raata hi mod gaye..

Aapko dekhkar yeh nigaah khuk jaayegi...khamoshi ab har baat keh jaayegi..paddh lijiye in aankhon mein apni mohabbat ko...aapki kasam saari qayamat wahii ruk jaayegi...

Ashq Aa jate hai aankhon mein rone se pehle...har khwaab hai toot jaata rone se pehle...ishq hai gunah yeh to samajh gaya...kaash koi rok leta yeh gunaah hone se pehle...





Ae khuda aaj yeh faisla karde..usse mera ya mujhe uska karde...bohot dukh sahe hai maine...koi khushi ab to muqarrar karde...bohot mushkil lagta hai usse door rehna... judaai ke safar ko kam karde...jitna door chali gayi hai woh mujhse...usse utna qareeb karde....nahi likha agar naseeb mein uska naam...to qatm kar yeh zindagi aur mujhe Fanaa karde...

Mubtela is rog mai sirf tum hi nahi tanhaphir sonch kar itna, dil ko beemar kyon karen
Zamaane ki nazar mai rahoge tum danishvar hardamhumne 'Tanha' tumhe kis khadar be-hijaab dekha hai

sau baar chah ke bhi tere taraf chal na sake, tere bin tanha reh ke bhi tujhe bhula na sake, tu wahi tha aankhon ke saamne, par dil ki awaaz tujh tak bhej na sake, dil jalta raha tere intezaar main
Tarpengey teri yaad mein ghabaraayenge tanhaHai dost kissi taur na jee paayengey tanhaaJiiney kaa akeley to tasavvur bhii nahiin haiHam tujh se judaa honge to mar jayenge tanha
Bahut khushnooma kal ki Raat guzri haiKuch tanha par kuch khaas guzri haiNa neend aayi na Khwaab koiBas aap hi ke khayalon ke saath guzri hai


Bahut khushnooma kal ki Raat guzri haiKuch tanha par kuch khaas guzri haiNa neend aayi na Khwaab koiBas aap hi ke khayalon ke saath guzri hai
raat bhar mere aankhon main khawab banke tu ati hai.. tanha mere khayalo ko ched kar chali jati hai..

Tanhaai Ka Saathi Mil Na Sakaa Rushwaayi Mein Saamil Sahar Hua Pahle Toh Mera Dil Tod Diya Fir Eid Manaayi Logone

Tanhayi hai pyar meinBarbadi hai pyar meinAasoo hai pyar meinBebasi hai pyar meinGhum hai pyar meinHaar hai pyar meinHume sab pata haiMagar kya kare ..Hum bhi hai pyar mein.
Mehfil ma na sahi tanhai mai to yaad karoge, Kabhi to us khuda se to fariyad karoge, ne mila hai na milege mere jaisa dost, kabhi to is baat per naaz karoge
Ab ke sawan kaisi yeh tanhai hui,Ab ke sawan kaisi yeh tanhai hui, Mere ghar ko chod sare shahar me barsat hui.!!

Zindagi main jab jab unhe tanhai ne sataya hogatab tab unhe hamara khayal aaya hogagham ye nahi ki wo bhool gake hamkogham ye hai hai ki ro-ro ke bhulaya hoga

agar kabhi yadein bohat dukh detanhai ka ehsas bohat sataeto usi din tum lautt aanatum mujhe apna muntazir paao gi
koi tord de agar dil tumhara ho agar na koi muqabil tumharatanhai ka ehsas bohat sataee to usi din tum laut aanatum mujhe apna muntazir paao gi
Dil Ko Manana aGar Hota AaasaaanNa Karta Kisi Ko Yoon Ye PareshaanTanha Na Rahta Bhari Mehfil MainNa Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan

Chand Tanha Hay ... IK GHAZALChand tanha hai aasman tanhaDil mila hai kahan kahan tanhaBujh gae aas chup gaya taaraThartharata raha dhuwan tanhaZindage kiya issi ko kehte hain?Jism tanha hai aur jaan tanhaHamsafar koi ager mile bhi kahinDonon chalte rahe tanha tanhaJalti bujhti roshni ke pareSimta simta sa ik makan tanhaRaah dekha kare ga sadiyon takChor jaen ge yeh jahan tanha


Yaad karte hai tumhe tanhai me,Dil duba hai gamo ki gahrai me,hume mat dhundo duniya ki bhid me, hum milenge tumhe fir kisi,

Bhari mehfil meiN tanha mujhe rehna sikha diya Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to Sab kucch zindagi meiN chup-chaap sehna sikha diya

Yaadein wo nahin jo Tanhai mein aati hai,Yaadein wo nahin jo Tanhai mein aati hai,Yaadein to woh hai jo Bheed mein bhi Tanha kar jaati hai


Tanha khud ko kabhi hone mat dena,ankhon ko kabhi rone mat dena,bahut hi kahas ho tum mere liye,is khyal ko apne se juda hone mat dena

Yeh karab ke lamhay mein ne tanha guzaray hain Mere wajood per se yeh dard ki chaddar hata do

Ajib rang me guzri hai zindagi apni... Dilo pe raj kiya phir bhi pyar ko tarse hum... Socha tha pyar me jannat basayenge... Thi kya khabar ke yun tanha reh jaayenge hum...

Tanhai hai pyar me, barbadi hai pyar me, Aasu hai pyar me, bebasi hai pyar me, Gum hai pyar me, haar bhi hai pyar me, Hame sab pata hai lekin kya kare, hum bhi hai pyar me.

Ek tanha raat mein aapki yaad aayi, Tanhai mitane ko hamne ek cigrate sulgai, Na jaane kaise qayamat ho gayi ke dhooye ne bhi aapki tasvir banaayi.

No comments: